DOWNLOADS WITH MIXED TRACKS.
The Idol of LORD SHREE KRISHNA of ancient Udupi Temple (Dakshina Kannada) was originally worshipped personally by Rukmini Devi at Dwaraka (Gujarat) and later installed and worshipped at Udupi Temple in 1238 A.D. by GREAT SAINT SHRI MADHWACHARYA.
All the great Saints Shri Padarajaya, Sri Vyasaraya Thirtha, Sri Purandhara Daasa, Sri Kanaka Daasa, Sri Vijaya Daasa, Sri Gopala Daasa, Sri Jagganatha Daasa, Sri Vadiraja Thirtha and Sri Tyagaraja of Daasa traditions were the devotees of LORD SHREE KRISHNA OF UDUPI TEMPLE.
This album is a selection of Devotional Songs in praise of LORD SHREE KRISHNA OF UDUPI temple by the Great saints of Daasa traditions composed between 1500 to 1800 A.D. with their emphasis on trying to attain god.
SIGNATURE PRAYER
Nama Sri Padarajaya, Namaste Vyasa Yogine
Nama Puranderaryaya, Vijayaryayate Namaha
Manmanobhishta Varadam, Sarvabhishta Phalapradam
Purandera Gurum Vande, Daasa Shreshtam Dayanidhim
INVOCATION
Hari Narayan, Hari Narayan, Hari Narayan, Narayana (i)
Hari Narayan, Hari Narayan, Hari Narayan, Narayana (ii)
Hari Narayan, Hari Narayan, Hari Narayan, Narayana (iii)
Hari Narayan, Hari Narayan, Hari Narayan, Narayana (iv)
BANSURI VALE
Bansuri Vale Chabile Krishna Ko Kanha Dekha,
Krishna Ko Kanha Dekha //Anushti//
Kanhi Bhi Dekho Woh Na Rahega Aisa
Sthaan Na Gyaniyon Ka Kehna
Nandgop Ke Mandiron Ke Kone Kone Me
Sunder Sunder Gopa Balak Vrind Vrindo Me
Sundarang Sundariyonke Aage Peeche Me
Sundar Gaon Ke Bachdon Ke Jund Jund Me
Sriguru Sada Sumangal Yog Yogan Me
Agamarthon Ke Bhitar Ke Yaag Yajno Me
Shree Ke Bhagya Bankar Bhog Bhogon Me
Bhagavathon Ke Sada Joomthe Raag Raaginiyon Me
Yeh Charachar Me Janon Ke Ird Gird Me
Khecharendra Ke Suth Ke Rath Ke Chowk Pitan Me
Lajja Chodh Jo Madhav Keshav Naam Ke Gosho Me
Eechkonda Purander Vittal Ke Lochananchal Me.
KRISHNA TU JATSE
Krishna Tu Jatse Aana
Jatse Aana Mukh Ko Dikhana //Anushti//
Pairo Me Painjani Neel Karnabharan
Neel Varn Tu Naach The Aana
Kati Me Choti Ghantika Angulik Anguli Me
Kant Me Dala Vaijayanti Mala
Kaashi Pithambar Haath Me Bansuri
Badan Me Srigandh Bahut Hi Aanand
Maa Ko Muh Me Theen Jag Ke Darshak
Jagdeeshwar Tu Udupi Ke Sri Krishna
JAGADODHAR
jagat uddhar ko khilati yashoda
Jagadoddhar ko suth ki bhavana se
Sugunantharang ko khilati yashoda //anushti//
Nigam neti kahe aganita mahima ko
Baalkon ki mani ko khilati yashoda
Anoraniya ko mahato mahima ko
Aprameya ko khilati yashoda
Param purush ko paravasudev ko
Purander vittal ko khilati yashoda
MANAVA JANM
Manava janm dharohar hai,
Naash na kiya karo paagal banke // anushti //
Aankh kar char
an kaan jeebh ke rehte
Mitti khane se khush hote
Sundari sona dekh ke, hari namamruth
Chake bina upvaas rahoge prani
Kaal ke dooth jo haath pakad khinche
Ruko ruko kahe sunenge kya
Kaal jo haathon se chootna jaave
Jhoote sansaar ki aliyonme bina pase
Kya kaaran hai yadhupati ko bhoola
Dhan dhanya sathi suth nithya rahenge
Ab tho purander vittal ka bhajan
Karthe huve nith nith sukhi raho
SHLOKA-1
sokar paramadar se gave bhaite sunegaa
Bhait ke gaane par khade khade sunegaa
Khade ho tho nartan karke nartan karke
Nartan kardo pratyaksha ho jayegaa
Sulabh sri hari apne jan ko
Aadhi ghadi chod alag kabhi na hogaa
Na maadhav sulabh sri hari jane bina nar
Vrithaa shram karke khonge bhav mein
MADHUKARA VRITTI
madhukara vritti hai hamaari so acchi
Padmanabh ke pad padma madhup so //anushti//
Pairon me painjani bandh ke neel varn ke gun
Gungunathe bahu sabha me rahene vali
Ranganath ke gun sankoch ke bina
Sringar priya ke darshanand ki
Indira pati purander vittal me
Sundar bhakti se anand anand
KAUN HAI AYA
kaun hai aaya krishna ko chod yanha //anushti//
Paad chin ye naye ghar bhar me
Saare ghar me koi shabd ho raha suna
Vajra ke haar sab chootke bhikar gaye
Chanch me rakke huve maakhan nadrid
Doodh ka barthan aadha khali
Doodh ka baajan toot baha hai
Baal hindola thitar bhitar huva hai
Dev mandir dwaar khule khule shobhit hai
Pichle janm ke punya prabhav se
Aaj mai dekhti hoon baal kanaiyya ko
Mandha gamaniya godh me khelti
Sundar purander vittal ko chodo
DAAS BANALE
daas banale mujko
Bina ghasi kiye mere karuna sampanna //anushti//
Dusht buddhi chudana tere karuna kavach
Mere hridhay me dharana
Charanon ki seva me rakhna,
Tere charanon ki seva me rakhna
Tere kar pushp mere sir par dharana,
Sthir bhakti tujse mangi
Maine charan vandana karon anu din gaakar
Thirchi nainonse lakkar chode
Bin de tere dhyan dharoo man suchi kar
Sharanagath ki raksha tere
Sheel ko bhina bhoole raksha karna
Duritha raashi ka naash karke
Swami purander vittal karunya chode bina.
TANU TERA
Tanu tera aur jeevan tera
Anu din banne sukh dukh tera //anushti//
Meeti bhatoan se ved puran shashtron se
Sunne vali katha teri hai
Nav mohanangi ke roop jo aankon se
Dekhenge so drishya tera hai
Saath me gandh kasturi sugandh ko
Lagaate jana so bhi tera hai
Shadrason vale ann ko tharse
Jeeb so ruchi tera hi hai
Maaya pash ke jaal me phase huve
Kaya panchendriya tere hai
Kayaj pita kagi neleyadi keshav
Kaya tera hai manuj swatantra kyas
SHLOKA-2
taal ka jal taal me dhal kar
Var paane ka sa sukhi jeevan
Hari ki karuna se labdh bhagya ka
Hari samarpan karke jeenaa
Sri purander vittal ray ka
Charan kamal bharon se jeena
Hari ki karuna se labdh bhagya ko
Hari samarpan kar ke jeenaa